Kya likha hai humne kismat ke darvaze main,
Aane vale pegaam ki har raah ke andaze main,
Kismat ke maikhane main lajavab khwahishen hain,
Is lapata galiyon ki kya pata farmaishe hain,
Roz Roz uthte phir yahi sochte aaiye hain,
Ki kya pata,
Ye Kismat ke darvaze ya khidkiyon ke aaine hain...

, "Dil ki "TANHAI" me YAAD k zakhm B0ht gehray hen,
ReplyDeleteK0i b pas nai?
J0..!
Haath pakar k itna keh de,
K
..mat ho pareshan..
"AJ Se hm TERE HEN,...!!
%Rk Shah%
๐๐๐
ReplyDelete, "Dil ki "TANHAI" me YAAD k zakhm B0ht gehray hen,
ReplyDeleteK0i b pas nai?
J0..!
Haath pakar k itna keh de,
K
..mat ho pareshan..
"AJ Se hm TERE HEN,...!!
%Rk Shah%
So we'll written. N I can relate to it. Kismaat ke Lekhe kisne dekhne, Kaun Jane zindagi mai kya ho.. Saath rehte hue bhi rahe Judah ho.....
ReplyDeleteKeep writing Donal mam