Bhor hui aur suraj chand sa chamka,
din main sitaron ko aaram sa damka,
Ek koyal kuhu ke raag sunai,
javani bhi thitkhol ke sehelai,
Nindiya jaja, sajna aaja,
aake aankhon main bar aai,
par na aaya hai na aai vo parchai,
Aks dekh dekh aaina kaanch ho gaya,
vo surur bhi raakh ho gaya,
Phir se koyal ne aavaz lagai,
so ja pagli ab raat chad aai....
din main sitaron ko aaram sa damka,
Ek koyal kuhu ke raag sunai,
javani bhi thitkhol ke sehelai,
Nindiya jaja, sajna aaja,
aake aankhon main bar aai,
par na aaya hai na aai vo parchai,
Aks dekh dekh aaina kaanch ho gaya,
vo surur bhi raakh ho gaya,
Phir se koyal ne aavaz lagai,
so ja pagli ab raat chad aai....
No comments:
Post a Comment